Sleepy,
Duniya mai aik aisa waqt guzra hai jab Islaam ko khatm karny ki bht koshishain ki gaie magar aisa nahi hoa , hmari shariat mai jo hmy sabak mila tha jab tk hum uski pairvi karty rahy jab tk kabhi aisa na hoa kay koi hamain khatam kar bata , husn e ikhlaaq ki waja se bhi gair mazhab logon k dilon mai raj kiya karty thy , pori dunya mai logon kay lye insaaf ka aik hi dar tha , misaalain thi muslims ki , khair ab jo choat gaya hai hm se hamara hi imaan , hamari tahzeeb , hamari pehchaaan to yahan haaal yeh hai k bsss kuch hi log hain jo islam ka dukh lye apny seeno mai aag laga bethain bbss kuch kar nahi pa rhy , bss siskiyon ki zinda hai yeh hamara mazhab koi keh rha ' WHO WAS MUSLIM ' gar yeh hain muslim to kabhi shayd hakoomat nahi kari inho ne, yeh to ghulami kay aadi hain or koi inhi kay bhai mary ja rhy hain duniya kay har kony mai jab bhi koi awaaz nahi uthti , yeh nahi hosakty hakoomat karny waloin main. bsss ap ksis trah hi kuch log hai jo dard e dil rakhty hain or apni shariat ko hi tehzeeb samjhty hain ..
There Was A Time That Could Not Be Extinguished By Whirlwinds
Now It is Being Raised From Blowing Away
No comments:
Post a Comment