Feeling of Life
Friday, 5 August 2016
Friday, 15 July 2016
Sunday, 26 June 2016
I understand why you were said .
تم کتنے شکوے کرتے تھے
کہ بہت مصروف رهتے ہو
رات میں جلدی سوجاتے ہو
پر مجھ سے بات نہیں کرتے
لو اب رتجگوں میں ہوں
بہت فرصت سے بیٹھا ہوں
بس تم سے بات کرنے کو
کے اب تم لوٹ آؤ نہ
Thursday, 23 June 2016
Just love is the way of living the Life ,
I UNDERSTAND THE MEANING OF LOVE,
Aaj jub mai puhuncha to jung urooj par thi , or woh usy dhakail raha tha , magar wo apny jazbaton se us se takrati or phir khud hi bikhar jati . or is amal mai wo masroof rahi, wo us ki mohabbat ko bikul nahi samjh pa raha tha , aik shoar macha hoa tha magar phir bhi aik gehra sakoot chaya hoa tha ,us ki bar bar ki koshish mjhy samjha rahi thi kay mohabbat hamesha say qaiem hai or hamesha qaiem rahy gi , phr mai wahan se loat aya or wo lehrain apni mohabbat ka izhaar karty hoey un patharon par sir patakhti rahin, or phr mai ne har us shaks ko mohabbat or izzat se pukara , jin ki nzar mai meri kch bhi ehmiyat nahi thi, or meri nazar mai jo log ehmiat kay qaiel nahi thy , mri rooh ko sakoon mil gaya , mjhy zindagi guzarny ka maqsad mil gaya , or mjhy yaqeen hai kay aik din wo lehrain apni mohabbat se un pathron ko pighla hi dain gi ...
Tuesday, 21 June 2016
Phir se intzaar hai jahan ko ,
Be A Muslim
Islam kay aalam par cha jany kay bad hi duniya mai tehqeeq ka silsila urooj par chala gaya , Chemistry , Medical , Physics or bohat si inventions muslims hi ne ki , Jab tak yeh Allah kay hukum or Allah kay paigamber Hazrat Muhammed (S.A.W) kay tareekon par chalty rahy to duniya or akhirat ki kamyabian hasil karty rahy or zameen par adal qaiem hogaya ,Magar jab apni tehzeeb or riwayat ki koi ehmiyat nahi jani , or be hayaieon or bary bary gunahon ko ani izzat samjhny lagy to phr kho zulm or ziyadti kay andheron main kho gaye or apni haisyat or maqaam se gir gaye , ab phr zaroorat Aalam ko unhi pak nazar or sheesha dil logon ki,
Shyad yahi haqeeqt hai !
Mujhy khayal ata hai,
Kay pathar Poojny Waly
Buton se mangny waly
Bs Unko (صلی اللہ علیہ وسلم) daikhny se hi
Kalma unka (صلی اللہ علیہ وسلم) parhty thy
Un hi k bss hojaty thy
Un hi se loh lagaty thy,
Aisy Nabi (صلی اللہ علیہ وسلم) kay hum ummati
Jo apna sub lutany ko
Gardany katany ko
Hazir hain khoon bahany ko,
Aisa ishq jo tm dekho
To dil kay poory gulshan main
Bahar a gaie hogi ,
Par aik nazar jab parhti hai
Jan lutany walon par
To hairani si hoti hai,
Batain jin ki karty hain
Jin pe jan chiakhty hain
Un hi kay tarikon ka zara bhi pas nahi rakhty ,
Bhai ho kar larty hain
Dilon main bughz rakhty hain
Apni rat k pehron main
Khoubsorat jismo ko
Be aabro karty hain
Kafiron kay tarikon ko
Apni tehzeeb banaty hain,
Burhi maa ki awazon par
Jawab tak nahi daity
Burhy bap kay chehry par
Sabab udasi ka ban kar
Na moos e risalat kay
Juloos main shamil hoty hain
Shehar main shor uthaty hain
Par sachi bat to yeh hai kay
Yahi toheen e risaalat main
Awwal dikhaie daity hain
Ab Allah kary is ummat ko
Baton kay ilawa bhi
Amal ka jazba mil jaye
Phr s muslim zinda hon
Phr se islam chah jaye,
Kay pathar Poojny Waly
Buton se mangny waly
Bs Unko (صلی اللہ علیہ وسلم) daikhny se hi
Kalma unka (صلی اللہ علیہ وسلم) parhty thy
Un hi k bss hojaty thy
Un hi se loh lagaty thy,
Aisy Nabi (صلی اللہ علیہ وسلم) kay hum ummati
Jo apna sub lutany ko
Gardany katany ko
Hazir hain khoon bahany ko,
Aisa ishq jo tm dekho
To dil kay poory gulshan main
Bahar a gaie hogi ,
Par aik nazar jab parhti hai
Jan lutany walon par
To hairani si hoti hai,
Batain jin ki karty hain
Jin pe jan chiakhty hain
Un hi kay tarikon ka zara bhi pas nahi rakhty ,
Bhai ho kar larty hain
Dilon main bughz rakhty hain
Apni rat k pehron main
Khoubsorat jismo ko
Be aabro karty hain
Kafiron kay tarikon ko
Apni tehzeeb banaty hain,
Burhi maa ki awazon par
Jawab tak nahi daity
Burhy bap kay chehry par
Sabab udasi ka ban kar
Na moos e risalat kay
Juloos main shamil hoty hain
Shehar main shor uthaty hain
Par sachi bat to yeh hai kay
Yahi toheen e risaalat main
Awwal dikhaie daity hain
Ab Allah kary is ummat ko
Baton kay ilawa bhi
Amal ka jazba mil jaye
Phr s muslim zinda hon
Phr se islam chah jaye,
Monday, 13 June 2016
Just she don't know about my love
Feeling Said,
Just after the letter to school May was sat on the corner of your street, And he waits for the groom when he was passing through the area had gone home, just a thousand a lot of time in the same way and I could not tell my heart, those who shop there, and the people who stand on the street was that I just could not tell a similar
Now it is an evil throughout the neighborhood in the past was strong and he is unknown todayEach character .. heard our story was in the neighborhood
Just you are aware, that is associated with you
Subscribe to:
Posts (Atom)